Woh Ek Pal
Ek pal ki chahat, ek bekarar nazar ki kahani.
Woh ek pal ko aaya, nazar mila kar chala gaya,
Jaise meri chahat ka mazak bana kar chala gaya.
Tumhari nazar mein bas ek Bebas si kahani thi,
Aur main apni duniya luta kar chala gaya.
Ek pal ki chahat, ek bekarar nazar ki kahani.